Na woh akhiyan roohani kahi Na woh chehra noorani kahi Kahi dil wali baatein bhi na Na woh sajri jawani kahi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Na toh hasna rumani kahi Na toh khusbu suhani kahi Na woh rangli adaye dekhi Na woh pyaari si nadani kahi Jaisi tu hai waisi rehna Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Baarishon ke mausam mein Bheegi hariyali tu Sardiyon mein gaalon pe Jo aati hai woh laali tu Raaton ka sukoon.. Raaton ka sukoon bhi hai Subah ki azaan hai Chahaton ki chaadaron mein Maine hai sambhali tu Kahin agg jaisi jalti hai Banne barkha ka pani kahi Kabhi mann jaana chupke se Yoon hi apni chalani kahi Jaisi tu hai waisi rehna Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi Jag ghumeya thaare jaisa na koi |