[D] Halki halki [Bm] khushboo si tum [G] ho
Jaise [A] subaho ka jaadu ho
[D] Dheemi dheemi [Bm] iss pal mein tum [G] ho
Jaise [A] jharne mein baadal ho
Tum [D] he chhu lun toh tum [G] ud jaao
Tumko [D] pakdo toh sharma ja [A] ao
Palat meri [D] jaan
Kuch me [Bm] ri sun, kuch [G] apni su [D] naa
Mujhko [G] seene se le tu la [D] ga
Meri [Em] dhadkan hui hai ja [A] waan
Palat meri [D] jaan
Tu me [Bm] ra din tu [G] meri su [D] bah
Meri [G] khaamoshiyon ki [D] sadaa
Mere [Em] ishq ki tu inte [A] haa
[D] Oas mein chhalki [G] boondon jaisi ho
[Bm] Subahon mein chhanti [A] kirno jaisi
[G] Jis rut mein ho, [A] khil jaaye woh
[Bm] Geeton mein lafzon ki ta [Em] rah
[A] Meethe suron ka ho ba [D] yaan.. [Em] hmm [A] m..
Main pa [D] lak jhapku toh tum [Em] aa jaao
Thandi [F#m] saanson ko garma [G] jaao
Palat meri [D] jaan..
Ishq [Bm] tera hi [G] mera ja [D] haan
Rooh [Bm] mein meri [G] tera gu [D] maan
Teri [Bm] chaahat mein, main hoon fa [A] naa
Palat meri [D] jaan..
Dekha [Bm] hai maine [G] tujhme Khu [D] da
Hai i [Bm] baadat te [G] ri har a [D] daa
Mere [Bm] ishq ki [Em] tu inte [A] haa.. [D]