Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin Kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale Aur kahin door kahin Tum gar saath ho, manzilon ki kami to nahin Jee mein aata hai tere daaman mein Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin Raat ko rok lo Raat ki baat hai aur zindagi baaki to nahin |