yeh sama yeh nazare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain yeh sama yeh nazare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain rehta hai dil janey kaha betab se ham hain yaha Zuban pe in labo pe bas tera nam hai begane iss jahan se kya hame kam hai yeh sama yeh nazare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain aji tumse jab se mohabbat huyi, hamari ajab si yeh halat huyi aji tumse jab se mohabbat huyi hamari ajab si yeh halat huyi, tumne khata ki dil lootne ki, tumko mili hai iski saja yeh sama yeh nazare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain duwa me tumhe mangna aa gaya, hamey raat bhar jagna aa gaya duwa me tumhe mangna aa gaya, hamey raat bhar jagna aa gaya sach keh rahe hain darde jigar kaa hota hai dilbar apna mazaa Ha. yeh sama yeh nazare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain |